Happy Bhag Jaayegi Movie Dialogues

Happy bhag jaayegi movie dialogues and Story has been written by Mudssar Aziz. Here is some beautiful, motivational and lovely dialogues. It features Abhay Deol, Diana Penty, Ali Fazal and Jimmy Shergill while directed by Anad L. Rai.

happy bhag jaayegi movie dialogues

Happy bhag jaayegi movie dialogues


It's time to introduce the team of Happy Bhag jaayegi.

Introduction Dialogues


Is fudkate hue aadami ka naam hain daman singh bagga. Aaj iska happy ke sath nikah hone wala hain, jiski khusi mein isne apni tamaam milkityat mein aag laga di. Par hua kya?इस फुदकते हुए आदमी का नाम है दमन सिंघ बग्गा. आज इसका हेपी के साथ निकाह होने वाला है, जिसकी खुशी में इसने अपनी तमाम मिलकीयाट में आग लगा दी, पर हुअ क्या?

Ye guddu hain, happy se pyaar karne ke alava ye sirf guitar hi baja paya hai aur itne namakul hain ki mauaka padne pe dono mein hi fail ho gya. ये गुडु है, हेपी से प्यार करने के अलावा ये सिर्फ गीटार ही बजा पाया है और इतने नामाकुल है कि मौका पडने पे दोनो में ही फेल हो गया.

Aur mein hu bilaal ahmed aur allah gawah hain ki iss kahani se mera koi lena dena hi nahi hain. और में बिलाल अहमद और अल्लाह गवाह कि इस कहानी से मेरा कोइ लेना देना ही नही है.

Am I speaking with guddu. एम आइ स्पीकींग विथ गुड्डु.
Shivaay - Jiske bheetar bsa Dialogues

Me daman Singh Bagga, Punjabi to English nonstop top speed who you be, what you want? मे दमन सिंघ बग्गा. पंजाबी टू इंगलीश नोंस्टोप व्हू यू बी, वाट यू वांट?

To haapy naam hai tera? Bhen de takke menu chak ke laaye ho. तो हेपी नाम है तेरा? भेन दे टके मेंउ चक के लाये हो.

Happy Bhag gayi dialogues


Virji confirm hain happy bhag gayi. वीरजी कंफर्म हेपी भाग गयी

Oh bhayya char-4 baar happynya khidki utte aake laut gayi. ओह भया 4- चार बार हेपीन्या खीडकी उथे आके लौट गयी.

par hua kya.

To happy gayi kaha. पर हुआ क्या ? तो हेपी गयी कहा
Baanjo dialogues from the banjo movie

Madness dialogues


Pata nahi lahore ke kis pagalkhane se chhut ke aayi hain.

Pagalkhane se nahi, pagalkhane mein aayi hu. पता नही लाहोर के किस पागल खाने से छुट के आयी है. पागलखाने से नही, पागलखाने में आयी हु.

Tum hindustani ho ye pakistani, ye lo ghandhiji lahore mein. Adjust kar lo. तुम हिंदुस्तानी हो ये पाकीस्तानी, ये लो गांधी जी लाहोर में. एड्जस्ट कर लो.

Beautiful Dialogues


Tumhe zra si bhi tension nahi hain ki tum pakistan mein ho.तुम्हे ज़रा भी टेंसन नही है की तुम पाकीस्तान में हो.

Tension pakistan walo ko honi chahiye mujhe nahi. टेंसन पाकीस्तान वालो को होनी चाहीये मुझे नही.

Meri wajah se itna kuch seh chuki hain, aur pata nahi kitna sahegi. मेरी वजह से इतना सेह चुकी है, और पता नही कीतना सहेगी.

Agar wo apne pe aa jaye na, to jo le gaya hain na, khud chhod jayega usse vapas. अगर वो अपने पे आ जाये ना, तो जो ले गया है ना, खुद छोड जायेगा उस्से वापस.
baar baar dekho Siddharth and Katreena kaif dialogues

Angry Moods happy bhag jaayegi movie dialogues


Ek baar hath khol de, tera aur tere tatuo ka wo hal banake khet na jot du. एक बार हाथ खोल दे, तेरा और तेरे टटुओ का वो हल बनाके खेत ना जोत दु.

Mera zindagi jine ka tarika galat hai, uska sahi hain. Uska tarika galt sabit nahi hone dunga.मेरा ज़ींदगी जिने का तरीका गलत है, उसका सही है. उसका तरीका गलत साबीत नही होने दुंगा.

Interfere in love dialogues


Ik gal pucchu? इक गल पुछु?

Kashmir chhod ke kuchh bhi puch lo. कशमीर छोड के कुछ भी पुछ लो.

Itne saal nikaal diye politics mein, par kabhi ye nhi socha tha ki tere bhai ki shadi ko rokne mein padosi mulk ka hath hoga.इतने साल निकाल दिये पोलीटीक्स में, पर कभी ये नही सोचा था कि तेरे भाइ की शादी को रोकने में पडोसी मुल्क का हाथ होगा.

Signature Dialogue of Happy Bhag jayegi


Bhaijjan confirm hain phir bhaag gayi. भाइजान कंफर्म है फीर भाग गयी.

That's it from my side on happy bhag jaayegi movie dialogues. Thanks for visiting this site, keep visiting for more dialogues.
Previous
Next Post »